Zindagi mai har koi kamyab hona chahta hai lekin kamyabi aise ni milti or kamyab hone k lye zaruri hai k mehnat ki jaaye waise agar dekha jaye to duniya mai koi b cheez muft ni milti har cheez mehnat se milti hai mehnat se haasil hoti hai ab aap soch rahr honge k bhikari bhek muft mai leta hai lekin ni bhikari bhi mehnat karta hai wo kae logo k pas jata hai or har ik insan k aage haath phehlata hai koi use bheek deta hai to koi maaf karna keh k baat ko tar deta hai so aap mehnat karen or mehnat se kamyabi hasil hoti hai bina mehna k to sher bhi bhook mar jaate hain
The world knowledge urdu
Saturday, 13 October 2018
Friday, 12 October 2018
Our Environment urdu
Our Environment urdu
Humara maahol kya hai hum kaise maahol mai rehte hain ik bache ka maahol or us ki zindagi kahan se shuru hoti hai
Jab ik bacha paida hota hai or apna qadam zameen par rakhta hai to us k Man bap buhat khush hote hain sab se pehle ik bacha apne ghar walon ko janta hai or phir un se seekhta hai ghar mai jaisa ik bache maahol milega wo aisa e bara ho kar bhi waisa je rahega agar ghar mai use acha maahol milega use achi tarbiyat milegi to wo bhi acha banega or izat karna seekhega lekin agar ik bache ghar mai maahol acha ni milega to wo us hisab se hoga jaise use ghar mai mahol acha ni milega to ik bache par bura asar parega lekin agar mahol acha hoga to bache par acha asar parega or ik bache ko sb se pehle ghar mai e seekhna parta hai jaisa zindagi ka har ik second har ik min har ik waqt challenge hai or ik bache k lye sab se pehla challenge hota hai chalna wo chalne ki koshish karta hai lekin gir jata hai lekin wo chalna ni chorta wo koshish karna ni chorta us ki lagatar koshishen use ik din kamyab banati hain or wo ik din chalna shuru kar deta hai lekon fir bhi wo chalna to shuru karta hai lekin thora chal kar fir gir jata hai or fir ye lagatar koshish ik din use dorna bhi sekha deti hai or fir jab ik bacha chalna firna shuru karta hai to waalden use school chor aate hain or school mai wo parhna sekhta hai knowledge hasil karta hai or use pata chalta hai k ye duniya kaise bani kaise wujood mai aayi lekin humare yahan bachon ko ye tarbiyat ni di jati k hum is duniya mai q aaye hain humara kya maqsad hai Allah rab ul izat ne har cheez ko kisi na kisi maqsad k lye banaya hai waise haumara kya maqsad hai or hume future mai kya karna chahiye lekin afsos hum aise maahol aise muashre ka hisa hain jahan kae logon k maqsad kae logo k khawab sirf is waja se khatam ho gaye k log kya kahenge or ye he khof jo hai ye hume buhat peeche chor deta hai yad rakhna zindagi mai kabhi khof ni khana agar tum kehte ho k mai ye cheez kar sakta hun to kar paoge lekin agar aap ye kehte hain k mai ye ni kar paunga to samjho ap k zehen mai manfi soch ghar kar gae or ap ni kar payenge wo cheez

Thursday, 11 October 2018
What is humanity? Insaniyat kya hai? urdu
What is Humanity? Insaniyat kya hai?
Insan kise kehte hai ik acha insan kon hai? ik insan ko kya karna chahiye?
Allah ne hume asharaf ul makhlooqat se nawaza hai yaane Allah ki jo bhi makhlooq zameen pai hai hum un se aala darje pai hain or waja hai humara shaoor humara dimag humari aqal Ik taraf Khuda insan ko asharaf ul makhlooqat ka darja dete hain to dusry taraf Allah rab ul Izat ik insan ko janwar se bhi badtar kehte hain kya waja hai k Allah rab ul izat ik taraf insan ko sab se aala darja dete hain to dusry taraf janwar se bhi badtar kehte hain chaliye is bat pai ate hain Allah rab ul izat ne humen asharaf ul makhlooqat ka darja dete hain to sirf humare shaoor aqal dimag humare ache amal humare kirdar ki waja se or agar Allah rab ul izat dusry taraf ik insan janwar se bhi badtar q kehte hain ab is pai ate hain ik insan jis k pas aqal ho dimag ho shaoor ho or fir bhi wo haq ki bat ni karta or haq ki bat karne se ghabrata hai or wo apni salahiyaton se koi faida ni uthata to aisa insan janwar se bhi badtar hai

Wednesday, 10 October 2018
Success kamyabi k asool urdu
Success Kamyabi
Duniya mai aisa kon hai jo kamyabi ni chahta? aisa kon hai jo mashoor ni hona chahhta? Aisa kon hai jo shohrat ni chahta? aisa kon hai jo izat ni chahta? Duniya mai har shakhs har insan kamyab hona chahta hai lekin sawal yai k kyun buhat log nakam hote hain or apni nakami mai chup ho kar dono hath sar par rakh k beth jaate hain kya un logo mai wo salahiyatein ni jo kamyab logo main hoti hain ya un logo mai aqal ni hoti ya fir hum ye kahen k kamyab log jo hote hain wo Aala dimag k malik hain ya fir ye kahen k humare pas aala dimag ni jo kamyab logo k pas hota hai G ni aisa bilkul b ni kamyab log kamyabi kaise hasil karte hain wo aisa kya karte hain k baqi saare logo ko jo un k sath parhe hote hain un ko b buhat peeche chor jate aakhir kya waja hai is par tawajah farmate hain sab se pehle hume apni soch jo hai wo humesha possitive rakhni chahiye misal ki tor par ab koi bara intelligent student hume challenge karta hai to hume ye ni sochna k wo mujh se buhat aage hai or mujh se jeet jayenga ni bilkul bhi ni aisa ni sochna chahiye bal k hume chahiye k hum dil se challenge accept karen or khof bilkul bhi na khayen kyun bhale e wo hum se jeet jaye bhale e us ki jeet ho lekin humare haq mai jo hogi wo haar ni use haar ni kehte wo humari learning hogi hume kuch na sabaq milta hai har ni apni zindagi se haar ka word nikal den hume apne dimag mai lafz haar ki tasweer ni shopni bilkul bhi ni humare dimag mai agr tasweer honi chahiye to sirf seekhne ki jeet ki be poossitive always never be negative haar he kamyabi ki pehli serhi hai jise hume har ka ni sekhne ka nam dena chahiye kyun k wo haar he hume sikhati hai k hume or b zyada mehnat karni hai or mehnat se e log kamyab hote mehnat se kamyabi hoti hai
or zindagi mai kamyabi wo e hasil karta hai jo mehat kare possitive soche or koshish karta rahe or kabhi haar na mane harne k bad bhi haar na mane ab ap soch rahen honge k haarne k bad kaise haar na mane wo aise k agar ik bar haar gaye or fir hume aisa ni karna k ab hum dono hath sar par rakh k beth jayen ni bal k hume chahiye k hum apni us haar se seekh kar or dubara khare ho jayen or agli bar itni mehnat karen k agle buhat peeche chor jayen hum nakam tab hote hain jab hosla har beth te hain or humari zuban se ye bat nikalti hai k ab hum se ni hoga ya fir ab mujh se ni ho payega mene pehle b zikr kiya hai k hume possitive sochna hai or possitive rehna hai ye negativity words bilkul bhi ni nikalne zindagi mai tum nakam tab hote ho jab tum koshish karna chor dete ho

Tuesday, 9 October 2018
Education Taleem Urdu
Taleem Hasil karna Kyun zaruri hai
Ik insaan k lye taleem hasil karna kyun zaruri hai kya sirf nokary haasil karne k lye parhna chahiye?? kya sirf kaarobar karne k lye parhna chahiye?? Humare yahan buhat log taleem hasil to karte hain lekin sirf nokary haasil karne k ya fir kaarobar karne k ihal ban,ne k lye lekin shyd log bhool gaye hain k humaare Huzoor S A W Hazrat Muhmmad S A W ne farmaya taleem hasil karo jhoole se lakar qabar tak taleem he ik insaan ko aala makaam tak puhanchati hai tareekh gawa hai k maazi mai jitne b azeem log ho kar guzre hain wo buhat he taleem yafta the un k pas Astronomy ka ilim duniya ka ilim. ilim e najoom tha or ye waja hai k itne saalon baad bhi hum in ko aaj bhi parhte hain wo is waqt to humare beech ni lekin un ka naam shyd humesha rahega or jab tak duniya rahegi tab tak wo azeem log har ik k dil o dimag mai rahenge is baat pai Allama Iqbal ne farmaya
(Khudi ko kar buland itna k har takdeer se pehle khuda bande se khud pooche k bata teri raza kya hai) Allah ne har insaan ko kisi na kisi maqsad k lye paida kiya hai or wo hum par depend karta hai k hum apna maqsad sochen or taye karen k humara kya maqsad hona chahiye hum kya ban na pasand karenge or koi maqsad soch kar fir usi maqsad k lye tayar ho jayen or mehnat karne mai masroof ho jayen or duniya ko dikha den k hum kisi kamyab logon se kam ni hain or hume chahiye k hum taleem haasil karen sirf is lye ni k hume nokary karni hai hume taleem haasil karni chahiye kyun k hume Qabil ban na hai hume duniya ki maloomat hasil karni hai maazi mai kya hua ab kya ho raha hai sab kuch yaane k hume Knowledge hasil karni hai Allama Iqbal ne farmaya
(Manzil ki raahon mai kyun bhatak raha hai raahi tu itna azeem ho ja k manzil khud tujhe chune) To hume parhna hai kamyab hone k lye ni Qabil hone k lye kyun k agar hum qaabil ban jayenge to kamyabi khud hume chunegi or jab hum qabil ban jayenge to kamyabi khud humare qadam chumegi

Social Media or us k uses
Social Media or us k uses
Social Media or us k uses kya hain us k Possitive uses or nagative uses kya hain is pai zara tawaja farmate hain aaj ka dor science technology ka dor computer ka dor hai or aaj aaj k dor mai buhat facilities mojood hain or afsos k is ka buhat he kam log possitive use karte hn sab se pehle hum aate hain Negative use pai
log Social Media ka nagative use kaise kar rahe hn hum mai se buhat se log jo hain social media ka nagative use kar rahe hn Kyun k hume tarbiyat ni hai k kaise social media ka possitive use kiya jaye sab se pehle hum aate hn Facebook pe hum mai se kae nojawan apna waqt barbad karte hn facebook par or wo ye k apni ik tasweer laga kar or fr pura din ye dekhte rehte hn k kitni likes or kitni comments hn or achi tasweer nikalne k lye itni mehangi cameras khareedte hn kyun pic achi ni aa rhe or us k bad google log samjhte hn k google mai sirf songs flims or gandi vedeos mojud hn bs or pura din google pe gaane or flims dekhte rehte hn or funny vedeos dekh dekh kar waqt barbad karte rehte hn
Social media k possitive uses
Agar hum social media k possitive uses pe aayen to maloomat ka khazana para hai internet pe or buhat facilities mojood hain jaise k hum pehle shopping karne k lye bahar bazar mai jate the lekin ab agar bahar jane k lye time ni to ghar bethe online shopping kar sakte hain or agar duniya ka koi shakhs ap ko ni mil raha to wo ap ko net pe zarur milega or facebook pe hum Doctors Engneers or taleemyafta logo ko add karne k bajaye hum un logo add karte jin ko jante tak ni or duniya ki jo bari bari university
jab internet par duniya ki maloomat moajood hai maazi mai kya hua or is waqt kya ho raha hai bari bari university lecturers k lecture bare bare scientists k lecture or b buhat kuch buhat maloomat jo k internaet pai mojood hai agar hum internet ko apni parhae k lye use karen to buhat taleem yafta ban jaye kyun hume school mai b aisi taleem or itni maloomat ni milti jitni agar chahen to net se haasil kar sakte hain

Saturday, 6 October 2018
Badshah Akbar ki Azeem kahani
Jalal ud din Akbar Uhd hukumat (1556 1605)
Jalal ud din Akbar Mugliya saltanat k 3sre farman (Babar e Azam or Humayun k bad) jo Humayun ka beta tha Humayun ne apne jalawatni k zamane mai Irani aurat se shadi ki jis ka nam Hameeda bano tha Akbar usi se 1542 mai Umar kot ki sar zameen par paida huwe wo abhi 14 saal ka he tha k un k bap ne wafat pae or us k bad Akbar apne ataliq berham khan k pas rahe us waqt Humayun k dushman Sikandar e sury ki in ki saltanat p qabza tha or Berham khan ne Badshah Akbar ki madad ki saltanat wapas fateh karne mai or 1556 mai Dehli Aagra Punjab Ajmair jun pur us k bad Gawaliyar Berham khan ne fateh kiya 1562 mai Malwa 1564 mai Gonddana 1568 mai chator 1569 Ranthampur or Alnajar 1572 mai Gujrat 1576 mai Bengal 1585 mai Kabil kashmeer Sindh 1592 mai Areesa 1595 mai Kandpar ka ilaiqa or us k bad Ahmed nagar aseer garh or Dakhan k dusre ilaiqe fateh kiye or dekhte he dekhte Akbar ki saltanat Bengal se Afghanistan tak or Kashmir se Dakhan mai Dariya e Godawari tak phehal gae Badshah Akbar parhe likhe to the ni lekin phir b buhat he Aala dimag k malik the or Abu Al Fazal or Faizy jaise Aalimo'n ne ki Suhbat ne us ki Zehni salahiyaton ko mazeed jala bakhshi or aise wo ik azeem badshah ban gaye Bhale he wo khud un parh tha lekin us ne darbar mai aise log jama kar rakhe the jo ilim o fun k maahir the un ki badolat us ne 50 saal ki bari shan o shaukat se hukumat ki or marne k bad apne jansheen k lye Azeem o musthakam saltanat chor gaya

Subscribe to:
Posts (Atom)