Wednesday, 10 October 2018

Success kamyabi k asool urdu

Success Kamyabi
Duniya mai aisa kon hai jo kamyabi ni chahta? aisa kon hai jo mashoor ni hona chahhta? Aisa kon hai jo shohrat ni chahta? aisa kon hai jo izat ni chahta? Duniya mai har shakhs har insan kamyab hona chahta hai lekin sawal yai k kyun buhat log nakam hote hain or apni nakami mai chup ho kar dono hath sar par rakh k beth jaate hain kya un logo   mai wo salahiyatein ni jo kamyab logo main hoti hain ya un logo mai aqal ni hoti ya fir hum ye kahen k kamyab log jo hote hain wo Aala dimag k malik hain ya fir ye kahen k humare pas aala dimag ni jo kamyab logo k pas hota hai G ni aisa bilkul b ni kamyab log kamyabi kaise hasil karte hain wo aisa kya karte hain k baqi saare logo ko jo un k sath parhe hote hain un ko b buhat peeche chor jate aakhir kya waja hai is par tawajah farmate hain sab se pehle hume apni soch jo hai wo humesha possitive rakhni chahiye misal ki tor par ab koi bara intelligent student hume challenge karta hai to hume ye ni sochna k wo mujh se buhat aage hai or mujh se jeet jayenga ni bilkul bhi ni aisa ni sochna chahiye bal k hume chahiye k hum dil se challenge accept karen or khof bilkul bhi na khayen kyun bhale e wo hum se jeet jaye bhale e us ki jeet ho lekin humare haq mai jo hogi wo haar ni use haar ni kehte wo humari learning hogi hume kuch na sabaq milta hai har ni apni zindagi se haar ka word nikal den hume apne dimag mai lafz haar ki tasweer ni shopni bilkul bhi ni humare dimag mai agr tasweer honi chahiye to sirf seekhne ki jeet ki be poossitive always never be negative haar he kamyabi ki pehli serhi hai jise hume har ka ni sekhne ka nam dena chahiye kyun k wo haar he hume sikhati hai k hume or b zyada mehnat karni hai or mehnat se e log kamyab hote mehnat se kamyabi hoti hai
or zindagi mai kamyabi wo e hasil karta hai jo mehat kare possitive soche or koshish karta rahe or kabhi haar na mane harne k bad bhi haar na mane ab ap soch rahen honge k haarne k bad kaise haar na mane wo aise k agar ik bar haar gaye or fir hume aisa ni karna k ab hum dono hath sar par rakh k beth jayen ni bal k hume chahiye k hum apni us haar se seekh kar or dubara khare ho jayen or agli bar itni mehnat karen k agle buhat peeche chor jayen hum nakam tab hote hain jab hosla har beth te hain or humari zuban se ye bat nikalti hai k ab hum se ni hoga ya fir ab mujh se ni ho payega mene pehle b zikr kiya hai k hume possitive sochna hai or possitive rehna hai ye negativity words bilkul bhi ni nikalne zindagi mai tum nakam tab hote ho jab tum koshish karna chor dete ho

No comments:

Post a Comment