Saturday, 13 October 2018

Mehnat hard work

Zindagi mai har koi kamyab hona chahta hai lekin kamyabi aise ni milti or kamyab hone k lye zaruri hai k mehnat ki jaaye waise agar dekha jaye to duniya mai koi b cheez muft ni milti har cheez mehnat se milti hai mehnat se haasil hoti hai ab aap soch rahr honge k bhikari bhek muft mai leta hai lekin ni bhikari bhi mehnat karta hai wo kae logo k pas jata hai or har ik insan k aage haath phehlata hai koi use bheek deta hai to koi maaf karna keh k baat ko tar deta hai so aap mehnat karen or mehnat se kamyabi hasil hoti hai bina mehna k to sher bhi bhook mar jaate hain 

No comments:

Post a Comment