Our Environment urdu
Humara maahol kya hai hum kaise maahol mai rehte hain ik bache ka maahol or us ki zindagi kahan se shuru hoti hai
Jab ik bacha paida hota hai or apna qadam zameen par rakhta hai to us k Man bap buhat khush hote hain sab se pehle ik bacha apne ghar walon ko janta hai or phir un se seekhta hai ghar mai jaisa ik bache maahol milega wo aisa e bara ho kar bhi waisa je rahega agar ghar mai use acha maahol milega use achi tarbiyat milegi to wo bhi acha banega or izat karna seekhega lekin agar ik bache ghar mai maahol acha ni milega to wo us hisab se hoga jaise use ghar mai mahol acha ni milega to ik bache par bura asar parega lekin agar mahol acha hoga to bache par acha asar parega or ik bache ko sb se pehle ghar mai e seekhna parta hai jaisa zindagi ka har ik second har ik min har ik waqt challenge hai or ik bache k lye sab se pehla challenge hota hai chalna wo chalne ki koshish karta hai lekin gir jata hai lekin wo chalna ni chorta wo koshish karna ni chorta us ki lagatar koshishen use ik din kamyab banati hain or wo ik din chalna shuru kar deta hai lekon fir bhi wo chalna to shuru karta hai lekin thora chal kar fir gir jata hai or fir ye lagatar koshish ik din use dorna bhi sekha deti hai or fir jab ik bacha chalna firna shuru karta hai to waalden use school chor aate hain or school mai wo parhna sekhta hai knowledge hasil karta hai or use pata chalta hai k ye duniya kaise bani kaise wujood mai aayi lekin humare yahan bachon ko ye tarbiyat ni di jati k hum is duniya mai q aaye hain humara kya maqsad hai Allah rab ul izat ne har cheez ko kisi na kisi maqsad k lye banaya hai waise haumara kya maqsad hai or hume future mai kya karna chahiye lekin afsos hum aise maahol aise muashre ka hisa hain jahan kae logon k maqsad kae logo k khawab sirf is waja se khatam ho gaye k log kya kahenge or ye he khof jo hai ye hume buhat peeche chor deta hai yad rakhna zindagi mai kabhi khof ni khana agar tum kehte ho k mai ye cheez kar sakta hun to kar paoge lekin agar aap ye kehte hain k mai ye ni kar paunga to samjho ap k zehen mai manfi soch ghar kar gae or ap ni kar payenge wo cheez

No comments:
Post a Comment