Jalal ud din Akbar Mugliya saltanat k 3sre farman (Babar e Azam or Humayun k bad) jo Humayun ka beta tha Humayun ne apne jalawatni k zamane mai Irani aurat se shadi ki jis ka nam Hameeda bano tha Akbar usi se 1542 mai Umar kot ki sar zameen par paida huwe wo abhi 14 saal ka he tha k un k bap ne wafat pae or us k bad Akbar apne ataliq berham khan k pas rahe us waqt Humayun k dushman Sikandar e sury ki in ki saltanat p qabza tha or Berham khan ne Badshah Akbar ki madad ki saltanat wapas fateh karne mai or 1556 mai Dehli Aagra Punjab Ajmair jun pur us k bad Gawaliyar Berham khan ne fateh kiya 1562 mai Malwa 1564 mai Gonddana 1568 mai chator 1569 Ranthampur or Alnajar 1572 mai Gujrat 1576 mai Bengal 1585 mai Kabil kashmeer Sindh 1592 mai Areesa 1595 mai Kandpar ka ilaiqa or us k bad Ahmed nagar aseer garh or Dakhan k dusre ilaiqe fateh kiye or dekhte he dekhte Akbar ki saltanat Bengal se Afghanistan tak or Kashmir se Dakhan mai Dariya e Godawari tak phehal gae Badshah Akbar parhe likhe to the ni lekin phir b buhat he Aala dimag k malik the or Abu Al Fazal or Faizy jaise Aalimo'n ne ki Suhbat ne us ki Zehni salahiyaton ko mazeed jala bakhshi or aise wo ik azeem badshah ban gaye Bhale he wo khud un parh tha lekin us ne darbar mai aise log jama kar rakhe the jo ilim o fun k maahir the un ki badolat us ne 50 saal ki bari shan o shaukat se hukumat ki or marne k bad apne jansheen k lye Azeem o musthakam saltanat chor gaya
Saturday, 6 October 2018
Badshah Akbar ki Azeem kahani
Jalal ud din Akbar Uhd hukumat (1556 1605)

Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment