Thursday, 11 October 2018

What is humanity? Insaniyat kya hai? urdu

What is Humanity? Insaniyat kya hai?
Insan kise kehte hai ik acha insan kon hai? ik insan ko kya karna chahiye?
Allah ne hume asharaf ul makhlooqat se nawaza hai yaane Allah ki jo bhi makhlooq zameen pai hai hum un se aala darje pai hain or waja hai humara shaoor humara dimag humari aqal Ik taraf Khuda insan ko asharaf ul makhlooqat ka darja dete hain to dusry taraf Allah rab ul Izat ik insan ko janwar se bhi badtar kehte hain kya waja hai k Allah rab ul izat ik taraf insan ko sab se  aala darja dete hain to dusry taraf janwar se bhi badtar kehte hain chaliye is bat pai ate hain Allah rab ul izat ne humen asharaf ul makhlooqat ka darja dete hain to sirf humare shaoor aqal dimag humare ache amal humare kirdar ki waja se or agar Allah rab ul izat dusry taraf ik insan janwar se bhi badtar q kehte hain ab is pai ate hain ik insan jis k pas aqal ho dimag ho shaoor ho or fir bhi wo haq ki bat ni karta or haq ki bat karne se ghabrata hai or wo apni salahiyaton se koi faida ni uthata to aisa insan janwar se bhi badtar hai

No comments:

Post a Comment