Saturday, 6 October 2018
Sikandar e Azam History urdu
Sikandar e azam duniya ko fateh karne wale insan unan k shehar kisi raja k mehal mai paida huwe or sikandar e azam ne Arastu jaise utad ki sohbat pai wo abhi 22 saal k he the k duniya ko fateh karne k lye nikle or har us insan ka Qatal karwa diya jis se sikandar e azam ko khatra yahan tak k apni soteli behn ko b marwa diya or duniya ki kae riyasaten fateh ki or us ka sirf ik khawab tha duniya ko fateh karna or ye aadha khawab pura ho gaya tha or pura b ho jata agar un k sipahiyun ne aage un ka sath diya hota to lekin buhat c jangen lar kar Sikandar e azam k sipahi b buhat thak gaye or wo har qeemat par laot jana chahte the Sikandar e azam har qeemat par duniya fateh karna chahte the lekin saare spihiyun ki ye e khuwahish the k ab wapas chale jayen or saare sipahiyun ki bat ko sakindar e azam taal na saka or wo b loat jane k lye tayar huwe or kaha jata hai k Sikandar e azam apna khuwab pura na karne ki waja buhat sharab noshi ki or is waja se us ne choti umar mai he wafat pae
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment